ALLAMA DR. MUHAMMED IQBAL (Rehmatullah Alaih)
Words fall short if one endeavors to pay a homage to that great man, who was a sensitive poet as well as a saint of 19th
century.. His stature is so high that whatever words I use for him, they will be little..
Here is a great poem which I have remembered by heart since childhood, Tariq kee dua, which always brings that eagle chill
through spine and keeps the blood warm, and another poem, which I read sometime ago, so very true, heart-warming
and tonic for the mind and soul..
Words speak for themselves..
TARIQ KEE DUA..
YE GHAZI YE TERE PUR-ASRAR BANDAI
JINHAIN TU NAI BAKHSHA HAI ZAUQ-E-KHUDAI
DO NEEM IN KEE THOKAR SE SEHRA AU DARIYA
SIMAT KAR PAHAR IN KEE HAIBAT SE RAI
DAU ALAM SE KARTEE HAI BEGAANA DILL KAU
AJAB CHEEZ HAI LAZZAT-E-ASHNAI
SHAHADAT HAI MATLOOB-AU-MAQSOOD-E-MAUMIN
NA MAAL-E-GHANIMAT NA KISHWERKUSHAI
SHAHEEN..
KIYA MAIN NAY US KHAKDAN SAY KINARA
JAHAN RIZQ KA NAM HAY ABO-DANA
BIYABAN KI KHALWAT KHUSH ATI HAY MUJHKO
AZAL
SAY HAY FITRAT MERI RAHIBANA
NA BAD-E-BAHARI, NA GULCHEEN NA BULBUL
NA BAIMARI, NAGHMA-E-ASHIQANA
KHAYABANOO
SAY HAY PARHAIZ LAZIM
ADAYEN HAIN IN KI BOHAT DILBARANA
HAWAYE BIYABAN SAY HOTI HAY KARI
JAWANMARD KI
ZARBAT-E-GHAZIYANA
HAMAM-O-KABOOTAR KA BHOOKA NAHIN MAIN
KAY HAY ZINDAGI BAZ KI ZAMDANA
JHAPATNA,
PLATNA, PALAT KAR JHAPATNA
LAHOO GARAM RAKHNAY KA HAY IK BAHANA
YEH POORAB,YEH PACHAM CHAKORON
KI DUNYA
MERA NEELGOON ASMAN BE-KARANA
PARINDOON KI DUNYA KA DARWAISH HOON MAIN
KAY SHAHEEN
BANATA NAHIN ASHIYANA
true.. three things very true about eagles
a saintly bird,
never flies low and never falls for earth,
and never makes an abode..
his home is always on the wind..
Fizaa main.. hamesha..